Safar Ki Dua

Safar ki Dua

Is post me apke lye safar ki dua arabic, hindi aur english me di gayi hai. aur safar ki dua ki hadith sharif bhi yaha par di gai hai jisme safar ki mukammal dua di gai hai, jise agar ap chaho to sunnah.com par bhi check kar sakte ho. Please ise share kare aur isale sawab kamaye aur logo ko sawab kamane ka zariya bane. wassalam.

safar ki dua ke bare me hadees sharif padhne ke lye yaha click kare

safar ki dua,
safar ki dua in english,
safar ki dua in hindi

SAFAR KI DUA IN ARABIC

سُبحانَ الَّذي سَخَّرَ لَنا هٰذا وَما كُنّا لَهُ مُقرِنينَ ، ‏وَإِنَّآ إِلَىٰ رَبِّنَا لَمُنقَلِبُونَ

SAFAR KI DUA IN ENGLISH

SUBAHAN ALLAZI SAKKHARLANA HAZA WAMA KUNNA LAHU MUQRINEEN, WAINNA ILA RABBINA LAMUNQALIBOON.

SAFAR KI DUA IN HINDI

सुबहानअल्लज़ी सक्खरलना हाज़ा वमा कुन्ना लहू मुक़रिनीन, वइन्ना इला रब्बिना लमुन्क़लिबून.

Agar ap safar ki wo dua janna chahte hai jo boht kam log jante hai to yaha click kare

SAFAR KI DUA TARJUMA

PAAK HAI WO ZAAT JIS NE IS PAR HAME QABU DE DIYA, AUR HAM IS PAR KABU NAHI KAR SAKTE THE, AUR BESHAK HAME HAMARE RAB KI TARAF HI LAUT KAR JANA HAI.

SAFAR KI DUA TARJUMA IN HINDI

पाक है वो ज़ात जिस ने इस पर हमें काबू दे दिया और हम इस पर काबू नहीं कर सकते थे और बेशक हमें हमारे रब की तरफ ही लौट कर  जाना है.

SAFAR KI DUA ENGLISH TRANSLATION

Far removed from imperfection is the One Who has made this subservient to us, for we have no power to subjugate it, and indeed to our Rubb shall we return.

SAFAR KI DUA HADITH IN ENGLISH

Whenever the Messenger of Allah (ﷺ) mounted his camel for setting out on a journey, he would recite: “Allahu Akbar (Allah is Greatest),” thrice. Then he (ﷺ) would supplicate: “Subhanal-ladhi sakh-khara lana hadha, wa ma kunna lahu muqrinin, wa inna ila Rabbina lamunqalibun. Allahumma inna nas’aluka fi safarina hadh al-birra wat-taqwa, wa minal-‘amali ma tarda. Allahumma hawwin ‘alaina safarana hadha, watwi ‘anna bu’dahu. Allahumma Antas-Sahibu fissafari, wal-Khalifatu fil- ahli. Allahumma inni a’udhu bika min wa’ta’is-safari, wa kaabatil- manzari, wa su’il-munqalabi fil-mali wal-ahli wal-waladi 

TRANSLATION:

Far removed from imperfection is the One Who has made this subservient to us, for we have no power to subjugate it, and certainly to our Rubb shall we return. O Allah, we ask You during this journey of ours for righteousness, piety and such deeds as are pleasing to You. O Allah, make easy for us this journey of ours and make the distance short for us. O Allah, You are our Companion during the journey and the Guardian of the family and the property in our absence. O Allah, I seek refuge in You from the hardships of travelling, unhappiness connected with ghastly scenes and evil turns in property and family.

When he returned, he recited this supplication making addition of these words: “Ayibuna, ta’ibuna, ‘abiduna, li-Rabbina hamidun (We are those who return; those who repent; those who worship and those who praise our Rubb).”

(MUSLIM)

Reference: Riyad as-Salihin 972

In-book reference: Book 7, Hadith 17

Agar ap safar me roza rakhne ya na rakhne ke bare me hadees janna chahte hai to yaha click kare

SAFAR KI DUA KI HADEES

Jab bhi Allah ke nabi (ﷺ) safar ke irade se Oont par sawar hote, to wo teen bar padhte:” Allahu akbar,” 

Phir Ap (ﷺ) dua mangte:” Subhanal-ladhi sakh-khara lana hadha, wa ma kunna lahu muqrinin, wa inna ila Rabbina lamunqalibun. Allahumma inna nas’aluka fi safarina hadh al-birra wat-taqwa, wa minal-‘amali ma tarda. Allahumma hawwin ‘alaina safarana hadha, watwi ‘anna bu’dahu. Allahumma Antas-Sahibu fissafari, wal-Khalifatu fil- ahli. Allahumma inni a’udhu bika min wa’ta’is-safari, wa kaabatil- manzari, wa su’il-munqalabi fil-mali wal-ahli wal-waladi 

TARJUMA

Paak hai wo zaat jisne is par hame qabu diya, ham is par qabu nahi paa sakte the, aur beshak hamare rab ki taraf hi hame laut kar jana hai. Ya Allah, ham apne is safar me tujhse taqwa parhezgari aur aise kaam jo tujhe razi kare unka sawal karte hai. Ya Allah, hamare is safar ko ham par asan farma aur raste ko hamare lye chhota kar de. Ya Allah, hamare is safar me tu hamara sathi hai, aur hamari gair hazri me hamare gharwalo aur hamare maal ki hifazat karne wala hai. Ya Allah, mai teri panah mangta hu safar ki sakhtiyo se, haulnak manzar se judi udasi se, aur gharwalo aur maal me bure mod se.

Phir jab Ap (ﷺ) safar se laut-te to yehi dua padhte in alfazo ke izafe ke sath:”Ayibuna, ta’ibuna, ‘abiduna, li-Rabbina hamidun”

(Ham wo hai jo laut-te hai, jo tauba karte hai, jo ibadat karte hai, aur wo hai jo hamare rab ki tarif karte hai) 

(MUSLIM)

Reference : Riyad as-Salihin 972

In-book reference : Book 7, Hadith 17

SAFAR KI DUA KI HADEES IN HINDI

जब  भी  अल्लाह  के  नाबी  (ﷺ) सफर  के  इरादे  से  ऊँट  पर  सवार  होते , तो  वो  तीन  बार  पढ़ते:” अल्लाहु  अकबर ,” 

फिर  आप  (ﷺ) दुआ  मांगते :” सुब्हान अल -लधि  सख्खर  लना  हाधा , व  मा कुन्ना  लहू  मुक़रिनिन , व  इन्ना  इला  रब्बिना  लमुन्क़लिबुन . अल्लाहुम्मा  इन्ना  नस ‘अलुका  फि  सफरीना  हद  अल -बिर्रा  वत्तक़वा , व  मीनल -‘अमली  मा  तरदा . अल्लाहुम्मा  हव्वीन ‘अलैना  सफ़रना  हाधा , वतवि  ‘अन्ना  बू ‘आदहू . अल्लाहुम्मा  अन्तस्साहिबु  फिससफरी , वलखलिफतु  फील – अहलि . अल्लाहुम्मा  इन्नी  अउधुबिका  मिन  वताइस -सफारी , व  काबतील – मन्ज़री , व  सु’इल -मुन्क़लबी  फील -माली  वल -अहलि  वल -वलदी|

TARJUMA:

पाक है वो ज़ात जिसने इस पर हमें काबू दिया , हम इस पर काबू नहीं पा सकते थे , और बेशक हमारे रब की तरफ ही हमें लौट कर जाना है . या अल्लाह , हम अपने इस सफर में तुझसे तक़वा परहेज़गारी और ऐसे काम जो तुझे राज़ी करे उनका सवाल करते है . या अल्लाह , हमारे इस सफर को हम पर आसान फरमा और रास्ते को हमारे लये छोटा कर दे . या अल्लाह , हमारे इस सफर में तू हमारा साथी है , और हमारी गैर हाज़री में हमारे घरवालों और हमारे माल की हिफाज़त करने वाला है . या अल्लाह , मैं तेरी पनाह मांगता हु सफर की सख्तियो से , हौलनाक मंज़र से जुडी उदासी से , और घरवालों और माल में बुरे मोड़ से .

फिर जब आप (ﷺ) सफर से लौटते तो यही दुआ पढ़ते इन अल्फाज़ो के इज़ाफ़े के साथ :”अईबूना , ता ‘इबुना , अबिदुना , ली -रब्बिना हमीदुन ” 

TARJUMA:

हम वो है जो लौटते है , जो तौबा करते है , जो इबादत करते है , और वो है जो हमारे रब की तारीफ करते है |

(MUSLIM)

रेफेरेंस: रियाद अस-सलिहीन  972

इन -बुक  रिफरेन्स  : बुक  7, हदीथ  17

Is Dua ke alawa ek aur dua hai jo aksar log nahi jante leqin boht behtarin dua hai, hamne apni post me us dua aur uska tarjuma hindi aur english me diya hai, ap use yaha click kar ke padh sakte hai. Sahre karna na bhule aur sawabe jariye kamaye!

3 thoughts on “Safar Ki Dua”

  1. Pingback: SAFAR KI DUA JO AP NAHI JANTE - SunnatAzkar

  2. Pingback: SAFAR KI DUA KE BARE ME HADEES - SunnatAzkar

  3. Pingback: Ayatul Kursi in Hindi, English, Arabic - SunnatAzkar

Leave a Comment